Lam yaati naziro kafi nazrin,

Lam yaati naziro kafi nazrin,
Misle to na shud paida jaana.

Jag raaj ko taaj tore sar so,
He tujh ko shahe do sara jaana.

Ana fi atshiw wa sakha ka atam,
E gesu e paak, e abr e karam,

Barsan haare rimjhim, rimjhim,
Do boond idhar bhi gira jaana.

Al bahro alaa wal mawjo tagha,
Man bekaso tufaan hosh ruba,

Manjdhaar mein hun ya Rasulallah,
Manjdhaar mein hun bigri hai hawaa,
Mori nayya paar laga jaana.

Ar ruhu fida ka fazid harka,
Yak shola digar barzan ishqa,

Mora tan, man, dhan, sab phoonk diya,
Yeh jaan bhi pyaare jala jaana.

Al qalbo shijiwm wal hamo shujut,
Dil dar chuna jaan zer chunu,

Pat apni bhi pat mein kaaise kahun,
Mera koun hai teray siva jaana.

Bas khaama-e khaam nawa e Raza,
Na ye taraz meri na yeh rang mera,

Irshaad e ahibba naatik tha,
Nachaar is raah para jaana.

5 comments:

Anonymous said...

Speechless.......

majid hussai said...

jazakallah

Staedtler B. �� said...

Write in urdu please

Unknown said...

MASHA ALLAH bus itna hi kahoonga
mulke sukhan ki shahi tum ko raza musallat
jis simt aa gaye ho sikke bitha diye hai

Anonymous said...

Tann, mann , dhan, nirmal nirmal ... Aye raza tu hai paawan paawan.. Ishq-e-huzoor me tu hai magan. Zara humko bhi udhar he bulaa jaana..... Maasha Allah, Subhan Allah,
jazaak Allah hu khair..

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More