Naat, Manqabats, Kalaam e Taajedare Ahle Sunnat, Ghausul Waqt Huzoor Mufti-e-Azam e Alam Mustafa Raza Qadri Noori RadiaAllahu anhu

1.TOO SHAMA-E-RISAALAT HE AALAM TERA PARWAANA

TOO SHAMA-E-RISAALAT HE
AALAM TERA PARWAANA
TOO MAA HE NABUIWAT HE
AI JALWA-E-JAA NAA NA

You are the Torch of Prophet hood,
the Universe your ardent devotees.
You are the Bright Moon of Messengership,
O=Manisfestation of the Beloved

KHAATE HE TERE DAR KA
PEETE HE DAR KA
PAANI HE TERA PAANI
DAANA HE TERA DAANA

From your Court we eat, and from Your Court we Drink.
The water in reality is your water,
the food in reality is your food

JO SAAKI-E-KAUSAR KE
CHEHRE SE NAQAAB UT=HE
HAR DIL BANE MAIKHAANA
HAR AANKH HO PAIMAANA

If the blessed face of the Disrtibutor of Kauthar (drink of
Jannah) were to be unveiled,
Then every heart will be stimulated (spiritual) and all eyes who
see (this) will be lost in (its love)

TH'E PAAWO ME BEKHUD KE
CHAALE TO CHALAA SAR SE
HOSHYAAR HE DIWAANA
HOSHYAAR HE DIWAANA

His (the devotees) feet were covered with blisters,
so he walked on his head.
Intelligent is the Devotee, Intelligent is the Devotee

SANGE DAR JAANA PAR
KARTA HOO JABEEN SAA'EE
SAJDA NA SAMAJ NAJDI
SAR DETA HOO NAZRAANA

When I lower my forehead in the Court of My Beloved.
Do not think of this as a Prostration
O= Najdi (Wahabi) for I am presenting my head as an offering

AABAAD ISSE FARMA
WEERAN HE DILLE NOORI
JALWE TERE BA JAA=E
ABAAD HO WEERANA

Occupy this heart, for the heart of Noori is unoccupied. Let
your manifestations be instilled therein,
causing that which is unoccupied to be become occupied

SARKAAR KE JALWO SE
ROSHAN HE DIL'LE NOORI
TAA HASHR RAHE ROSHAN
NOORI KA YE KAASHAANA

Through the Manifestations of the beloved
Prophet (sallal laahu alaihi wasallam),
the heart of Noori is radiant. Until Qiyaamah,
may this abode of Noori be forever glowing


2.Payaam Le Ke Jo Aayi Sabaa Madine Se

PAYAAM LE KE JO AAYI SABAA MADINE SE
MARIZE ISHQ KI LAAYI DAWAA MADINE SE

When the Sweet Wind brought the
Blessed Message, from Madinah,
with it, it brought the cure
for the person ill with love, from Madinah

MILLE HAMAARE BHI DIL KO JILAA MADINE SE
KE MAHR-O-MAAH NE PAAYI ZIA MADINE SE

May our hearts also be revived from Madinah
for the Moon and stars have gained there glitter from Madinah

JO AAYA LE KE GAYAA KAUN LOUTA KHAALI HAATH
BATAAYE KOYI SUNAA HO JO "LAA" MADINE SE

Who ever comes here (Madinah) takes something with him,
who is he who left empty handed?
Tell me who has ever heard the word ANO@ from Madinah

WO GAYAA KHULD ME JO AA GAYAA MADINE ME
GAYAA WO KHULD SE JO CHAL DIYAA MADINE SE

He has entered Paradise whosoever has entered Madinah
And he has left Paradise, if he has left Madinah

MADINA CHASHMA-E-AABE HAYAATH HE YAARO
CHALO HAMESHA KI LE LO BAQAA MADINE SE

Madinah is a fountain of eternal life O Friends
Let us go and gain eternal life from Madinah

CHALE JO TAIBA ME MUSLIM TO KHULD ME POHONCHE
KE SEEDHAA KHULD KA HE RAASTA MADINA SE

When a Muslim goes to Madinah, then he reaches Paradise,
For the part leading straight to Paradise, is Madinah

TUMHAARE QADMO PE SAR SADQE JAAN FIDA HOJAYE
NA LAAYE PHIR MUJHE MERA KHUDA MADINE SE

At your blessed feet, may my head be sacrificed,
and my soul sacrifice be surrendered
O Allah do not ever bring me back from the
Bright City of Madinah

TERE HABEEB KA PYAARA CHAMAN KIYA BARBAAD
ILAAHI NIKLE YE NAJDI BALAA MADINE SE

They have destroyed the beautiful Garden of Your Beloved
O= Allah, Let these evil Najdis (wahabis) be driven out of
Madinah

TERE NASEEB KA NOORI MILEGA TUJH KO BHI
LE AA'E HISSA YE SHAAH-O-GADAA MADINE SE

In accordance with Your Destiny O Noori,
you will also receive,
a portion of that which even the Kings and
Beggars take from Madinah

3. Kuch Aisa Kar de Mere
Kirdgaar Aankho me

Kuch Aisa Kar de Mere Kirdgaar Aankho me
Hamesha Naqsh Rahe Roo-e-Yaar Aankho me

Tumhaare Qadmo pe moti nisaar hone ko
Hain be shumaar meri Ashkbaar Aankho me

Unhe na dekha to kis kaam ki ye Aankhe
Ke Dekhne ki he saari Bahaar Ankho me

Nazar me Kaise sama-e-phool Jannat ke
Ke bus chuke he Madine ki Khaar Aankho me

Ajab nahi ke likha Lauh ka Nazar Aaye
Jo Naqshe Paa ka laga’o Ghubaar Aankho me

Khule hain deeda-e-Ushaaq Khwaabe marg me bhi
Ke Us Nigaar ka he intizaar Aankho me

Wo Subz Subz Nazar Aa raha he Ghumbad-e-Subz
Qaraar Aa gaya yoo be Qaraar Aankho me

Wahee mujhe Nazar aaye Jidhar Nigah Karoo
Unhi Ka Jalwa rahe Aash kaar Aankho me

Ye Dil Tarap Ke Kahee Aankho me Na Aaj’aa’o
Ke Phir Rahaa he kissi ka Mazaar Aankho me

Karam ye mujh pe kiya he mere tassawur ne
Ke Aaj khinch di Tasweer-e-Yaar Aankho me

Farishto Poochte ho mujh se ke kis ki Ummat ho
Lo Dekh lo ye he tasweer-e-Yaar Aankho me

Ye Kya sawaal he mujh se ke kis ka banda he
Me jis ka banda hoo he Noor Baar Aankho me

Piyaa he Jaam-e-Muhabbat jo Aap ne NOORI
Hamesha Us ka rahega Khumaar Aankho me

4.bahār-e jāN fiza tum ho, nasīm-e gulsitān tum ho
bahār-e bāg-e rizwāN tum se hai, zaibe jināN tum ho

You are spring for the air that gives life; you are the morning breeze of the gardens.
The spring for the gardens of heaven is from you, you are the adornment of eternal bliss!


khuda kī saltanut ka do-jahāN maiN kaun dūlha hai,
tumhee, tum ho, tumhee, tum ho, yahāN tum ho, wahāN tum ho

Who is the groom in the kingdom of God,
It is, You! It is, You! Here, are you and there, are you!


haqīqat se tumhārījuz khuda aur kaun wāqif hai,
kahe tu kya kahe koyee, chuneeN tum ho, chunaaN tum ho

Other than God, who knows your reality?
If we say, then what shall we say, you are this and you are that!


nazar ‘arif ka har ‘alam main aya aap ka ‘alam,
na hote tum tu kya hotā, bahār har jahāN tum ho

I saw your world, in all the worlds of the Aarif,
If you were not, then what would have been, you are the prime for all the worlds!


kujū hum khaak uftādah, kuja tum ae shah-e bālā,
agar miṣl-e zamīN hum haiN, tu miṣl-e âsmāN tum ho

Where do we stand with you as we are dead earth [where nothing grows] and exalted are You
If we are like the earth then, you are like the sky


yeh kya maiN ne kahā miṣl-e samā tum ho ma’āzAllah,
munazzah miṣl se burtar-ze har wehm-aw-gumāN tum ho

What have I said, that you are like the sky, God Forbid!
Pure and above are you from all thoughts and assumptions


maiN bhūla aap kī rif’at se nisbat hee hameiN kyā hai,
woh kehne bhar kee nisbat thee, kahāN hum haiN, kahāN tum ho

I forgot, what reach have we with your exaltedness,
It was just for the sake of saying, as where are we and where are you!


hameiN umeed hai rauz-e qiyāmat unkee reHmat se,
ke farmāyeiN idhar â’ao na-māyūs az-jināN tum ho

We have hope for the final day in his mercy
May he say, come here don't feel hopeless from eternal bliss!


sitam kāro, khatā kāro, siyah karo, jafā karo,
hamāre dāman-e reHmat maiN aa ja’oo kahāN tum ho

Sinners, evil doers, mistake makers, transgressors,
Come in to our cloak of mercy, where are you all!


tumhāre hote saate dard dukh kis se kahooN pyāre,
shafī’e âsiyāN tum ho, waqīl-e mujrimāN tum ho

With you being there who else would I tell my pains and grievances
The intercessor for the disobedient ones is you, the representative for the criminals is you!


riyāzat ke yahee din haiN burhāpe maiN kahāN himmat,
jo kuch karna hai abhi karlo, abhī noorī jawāN tum ho

For striving, these are the days, in old age what courage or strength will we have,
Whatever you wish to do, do now, as now O' Noori, young, are you!


faqat nisbat ka jaise hooN haqīqī noorī ho jā’ooN,
mujhe jo dekhe keh uthe miyāN noorī, miyāN tum ho

As I am Noori in relation only, may I become alike in its real terms,
So that all who see me would say, Miya! Noori Miya are you!



0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More